| |||||||
|
|
|
#1
| ||
| | ||
|
lets start frm some my own lines..... kitni andheri hai meri duniya,,,, jane usne meri kismat kis raat m likhi hogi.... haath(hand) ki sari rekhaien tedhi hai.... shayad usne meri kismat ulte haath se likhi hogi... |
|
#2
| ||
| | ||
| kuch bikhare sapne aur ankhoon mein nami hai .. ek chota sa assma aur umeedoon ki zameen hai.. u to bahut kuch hai zindagi mein .. jise chahte hai uski kami hai... |
|
#3
| ||
| | ||
| zakhm itne gehre the ki izhar kya karte, HUM khud nishna ban gaye war kya karte, mar gaye HUM khuli rahi aankhe, aur isse jyaada unka intezaar kya karte |
|
#4
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries Din raat baith kar tera intzar karte hai, Khamosh labon se pyaar ka izhaar karte hai, lekin apni jaan se bhi zyada tumse pyaar karte hai.. |
|
#5
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries kyon unki khamoshi mujhe khamosh kar jaati hai, kyon unki udaasi mujhe udaas kar jaati hai, kya rishta hai unka mera, jo mujhe unki yaad har pal aa jati hai? |
|
#6
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries Us khuda ne bhi jashn manaya honga, jis din aapko apne hathon se banaya honga, usne bhi bahaye honge ansu, jis din aapko yahan bhej khud ko akela paya honga.. |
|
#7
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries mere dard ko kisne dekha hai, jisne dekha hai sirf mujhe dekha hai, aksar aansu nikalte hai tanhaiyon mein, mehfil mein logon ne mujhe haste hue dekha hai. |
|
#8
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries tum ho sar ko jhukaaye, main hoon sar ko jhukaaye tum bhi chup ho, main bhi chup hoon,kaun kise samjhaaye ,ab dooriyaan itni hai to milna yahaan kal-ho-na-ho sach hai k dil toh dukha hai, humne magar socha hai, dil ko hai gham kyon, aankh hai nam kyon, hona hi tha jo hua hai, us baat ko jaane hi do, jiska nishaan kal-ho-na-ho. |
|
#9
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries muskurati palkon pe aansu aa hi jaate hai, kya jaane kahan se gham laate hai, aaj bhi usi mod pe khade hai hum, jaha kisi ne kaha tha,"tehro hum aate hai". |
|
#10
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries
chand ko dhaka ghataon ne toh baarish ho gayi, chand nikla ghataon se to yeh khwahish ho gayi, ke chand sa woh chehra dekhoon un zulfon ki ghataaon mian ke baithoon teri aagosh main ke saun teri chaoon main. |
|
#11
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries 'Aie Kalam(pen)' zara sambhal kar chal yeh mere adab ka mukam hai kahin chubh naa jana tu usko teri noak ke neeche meri zindagi kaa naam hai |
|
#12
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries Koi dikha ke roe,koi chupake roe, hame rulane wale hame rulake roe, marane ka maja to tab hai yaro jab, kaatil bhi janaaje pe aake roe. ******************** Tej dhadakan ko sun ke bhi tumhe pyaar ki khabar nahi hoti, kya mehasus karogi tum dil ka dard, dil ke tutane ki to aawaaj bhi nahi hoti. ******************** Khud kee mahobbat fanah kaun karega, sabhi nek ban gaye to gunah kaun karega, e khuda sanam bevafa ko bachaye rakhana, varana hamaari maut ki duwa kaun kareg? ******************** Shama jalati hai parawane chale aate hai, Sar ke bal ishq ke diwane chale aate hai, ab to aa jao meri jaan,ke janaja uthane ko hai, log to gairo ko bhi dafanane chale aate hai. ******************** Koi achchi si saja do mujako, Chalo aisaa karo bhula do mujako, tumase beechadu to maut aa jaae, dil ki geharaiyo se duwa do mujako. ******************** Dard kya hai ye ham se pucho, ke yaaro hum dil ke maare hai, pyaar kiyaa thaa hamane phul jaanakar, unhone to paththar maare hai| *************************** |
|
#13
| ||
| | ||
| Re: hindi shayaries Agar kal hum na bhi rahen..humari yaadein sada rahengi.. sirf nazar uthake dekhna chand ko.. humari dosti ki tasveer wahan bani rahegi… AKSAR jab hum aapko yaad karte hai, apne rab se yahi fariyaad karte hai, umar hamari bhi lag jaye aapko, kyoki hum aap ko khud se zyada pyar karte hai. |
|
#14
| ||
| | ||
| Kabhi hasata hai pal,kabhi rulata hai pal, har pal ki yaad dilata hai ye pal, chaho ya na chaho par aapke hone ka ehsaas dilata hai ye pal.. |
|
#15
| ||
| | ||
|
Great work Keep it up |
![]() |
| Similar Threads for : hindi shayaries |
| A-Z : Songs, POP, Remix, and more (Hindi |
| All time Top 66 Songs *xclusiv... |
| Best gazals from hindi movie |
| Punjab cm on hindi panel |
| One-liners win Sidhu Hindi Rattan |