UNP

Main Khud Ko Bhool Jata Hoon

Nazar jab tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko .....


Go Back   UNP > Contributions > Hindi Poetry

UNP

Register
  #1  
Old December 14th, 2009
kherapreet
 
Post Main Khud Ko Bhool Jata Hoon

Nazar jab tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon,
Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hoon,

Tumhe milne se pehle main bahut sajta sanwarta hoon,
Magar jab tum sanwarti ho, main khud ko bhool jata hoon,

Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hoon,
Magar kuch tum jo likhti ho, main khud ko bhool jata hoon,

Main aksar yehi kehta hoon, main tum se pyar karta hoon,
Magar jab tum ye kehti ho, main khud ko bhool jata hoon...!!!

**********
नज़र जब तुम से मिलती है, मैं खुद को भूल जाता हूं,
बस एक धड़कन धड़कती है, मैं खुद को भूल जाता हूं,

तुम्हें मिलने से पहले मैं, बहुत सजता संवरता हूँ,
मगर जब तुम संवरती हो, मैं खुद को भूल जाता हूँ,

मैं अक्सर किताबों पे तेरा ही नाम लिखता हूँ,
मगर कुछ तुम जो लिखती हो मैं खुद को भूल जाता हूँ,

मैं अकसर ये ही कहता हूँ, मैं तुमसे प्यार करता हूँ,
मगर जब तुम ये कहती हो, मैं खुद को भूल जाता हूँ...!!!

Please visit Register

  #2  
Old December 14th, 2009
Justpunjabi
 
Re: Main Khud Ko Bhool Jata Hoon

Nice hai ji
  #3  
Old December 14th, 2009
kherapreet
 
Re: Main Khud Ko Bhool Jata Hoon

Thanks ji...
  #4  
Old December 14th, 2009
Und3rgr0und J4tt1
 
Re: Main Khud Ko Bhool Jata Hoon

keep it up
  #5  
Old December 14th, 2009
kherapreet
 
Re: Main Khud Ko Bhool Jata Hoon

jrur ji...
  #6  
Old May 27th, 2010
.::singh chani::.
 
Re: Main Khud Ko Bhool Jata Hoon

nice tfs..
Reply

UNP